Текст песни Chetan Pavate, Sameer Desai - Raasthey

  • Исполнитель: Chetan Pavate, Sameer Desai
  • Название песни: Raasthey
  • Дата добавления: 01.11.2026 | 15:12:54
  • Просмотров: 2
  • 0 чел. считают текст песни верным
  • 0 чел. считают текст песни неверным

Текст песни

Naye raasthe nahi kuch aadatein wahi
koyi khwahishein nahi bane shaashizein kahi
Hai nah manzile wahi tere bin yeh bebasi
kuch baatien unkhahi sari raathe wuh kati

the woh raasthe wagi par baarishein nahi
us e dundathe ab nahi lapatha hai aaj bhi

ab aabhi ja meri baahomein
teri kami hai inn raaton mein
iss dil ko thamle
dube hum tere aakhonmein

woh nacchathi aur bhaagathi
mere khakazi ki wahi chahati
bani khwabki chandani
dua har saanse pa lazani

Ab aabhi ja meri bhaawomein
tu hi basi hai meri saanso mein
kyun dil jale tujhe dhekhke
nazare mila inn aankhonse

Ab aabhi ja meri bhaawomein
tu hi basi hai meri saanso mein
kyun dil jale tujhe dhekhke
nazare mila inn aankhonse

mere khwabomein har raatonmein
teri halki se unn baatonse
mere dhadakane tere ghar chale
hum khogaye kiss raasthey

mere khwabomein har raatonmein
teri halki se unn baatonse
mere dhadakane tere ghar chale
hum khogaye kiss raasthey

Naye raasthe nahi kuch aadatein wahi
koyi khwahishein nahi bane shaashizein kahi
Hai nah manzile wahi tere bin yeh bebasi
kuch baatien unkhahi sai raathe wuh kati

sooraj dhale jab shaam main
teri yaade gholu main jaam main
kitna hi ab tum sathawoge
itna bhi kya nahi batawoge

sooraj dhale jab shaam main
teri yaade gholu main jaam main
kitna hi ab tum sathawoge
itna bhi kya nahi batawoge

bhale aaj nahi kal saath thi
woh baathi kya kaagazi
uss chand ki chandani
uss main ab woh baat nahi

Hai nah manzile wahi tere bin yeh bebasi
kuch baatien unkhahi sai raathe wuh kati

woh nacchathi aur bhaagathi
mere khakazi ki wahi chahati
bani khwabki chandani
dua har saanse pa lazani

Ab aabhi ja meri bhaawomein
tu hi basi hai meri saanso mein
kyun dil jale tujhe dhekhke
nazare mila inn aankhonse

mere khwabomein har raatonmein
teri halki se unn baatonse
mere dhadakane tere ghar chale
hum khogaye kiss raasthey

Ab aabhi ja meri bhaawomein
tu hi basi hai meri saanso mein
kyun dil jale tujhe dhekhke
nazare mila inn aankhonse

mere khwabomein har raatonmein
teri halki se unn baatonse
mere dhadakane tere ghar chale
hum khogaye kiss raasthey

Все тексты Chetan Pavate, Sameer Desai >>>